Contact for books +919320583449

Shri nath sampradaya ke tirth sthal
Shri nath sampradaya ke tirth sthal

Shri nath sampradaya ke tirth sthal

(Hindi Edition)

Shri Nath Rahasya
Shri Nath Rahasya

Shri Nath Rahasya

(Hindi Edition)

Es Granth ke sadhna dwara sagun arthart daivatt sidhant se nirgun arthart advaitt sidhannt ki prapti ho sakti hai.Es granth ke antargat Devi Devta nath siddhon ke pujan dwara Karm yog, Bhakti yog, ka labh hoga. Mantra, Tantra, Anusthan etc. dwara Dhyan yog ka, tantra siddhiyon dwara tantra yog ka yogik siddhhiyon dwara Samadhi yog, Hath yog, Lay yog ki prapti hogi. Dnyan patho dwara Dnyan yog Anubhav hoga.

Pages — 648
Price — Rs-250/-

Shri Nath Siddhon ki Shankhdhal
Shri Nath Siddhon ki Shankhdhal

Shri Nath Siddhon ki Shankhdhal

Shri Nath Rahasya (part 4)

Shri Nath Siddhon Ki Shankhdhal jisame Dada Mastendranathji ne es parampara ko prarambh kiya tha. Jisame Gupt avm Gudha mantra vidya kasamavesh hai ye gupt kriyaye lupt na ho jaye es uddesh se yah granth banayahai.Es granth me Tanrta,Mantra ,Karmkand sadhna dwara nath siddh mrutatma ko moksha mukti dilane ke liye apne tapobal dwara karate jisaka varnan aapko milega.Mantron ke sath Apekshayon ki purti ke vidhiya di,hai tatha sddhiyon ke liye siddhi vidhiya bhi hai , yogio ke liye sprichual yogi gyaan prapti kar moksh mukti ka sadhan diya hai.

Pages — 496
Price — Rs-250/-

Shri Nath Sampradaye Arti Bhajan Sangrah Upasna
Shri Nath Sampradaye Arti Bhajan Sangrah Upasna

Shri Nath Sampradaye Arti Bhajan Sangrah Upasna

Vrat, vaiklya, jap, Anusthan, puja, path, yogdhyan, tapasyaye, siddhi vidhiya vibhiinna Tirth yatraye danpuny en sabhi batonse thoda hatkar main ko prasannata ke liye tatha aanandit karne ke liye usi prakar hamare nath sidhhon, sadhu, sant, bhakton ki apeksha purti ke liye yah Nath Sampraday Aarti Bhajan Sangrah pustak banana ka prayas kiya hai.Es sanghrah mai chittakarshn-mainaakarshan hridaybhav chaitayna bhakti bhav aanad aarti bhajano dwara upasana ka prayas kiya hai.

Pages — 158
Price — Rs-45/-

Yogi Sampradaye Nitaya Karm Sanchay
Yogi Sampradaye Nitaya Karm Sanchay

Yogi Sampradaye Nitaya Karm Sanchay

Yah Pustika Shri Nath Siddhon ke Nitya kram, Puja path, Aarti, Prarthana, Nathashtak, stuti, Bhajan etc. Nath parampara Anusar diya hai. Jisame Nath Bhakti yog, Karm yog ka Anubhav hoga.

Shri Nath Siddh Path
Shri Nath Siddh Path

Shri Nath Siddh Path

Shri Nath Siddh path mai anukrame Nath siddh path, Nath siddh Guru-shisya parampaa, Navnath srusthi pradurbhav, Aage Aage Gorakh Jage etc. yah path vidhiya naam-sankirtan ke udeesh se nirman kiya gaya hai. usi prakar esmai “Goraksh Shabar Tantra” aur “Budhhidata Shabar Mantra” Bhajan, Aarti etc. ka samavesh karate huve hamare Nath sampraday ki parampara ki sanskruti ko ujaran karneka prayas kiya hai.jo ki Nath siddh, sadhu-sant avm bhakt anuyayi es path ko sahaj saral naam sankirtan tatha sadhna karte huve Nath siddhon ki naam bhakti ka Aanand le sake aur Dyan-Bhakti-Mukti ko prapt kar sakte hai.

Pages — 96
Price — Rs-35/-

Nath Siddho Ki Om Kar Siddhi
Nath Siddho Ki Om Kar Siddhi

Nath Siddho Ki Om Kar Siddhi

Es Kitab ke antragat saty sanatan sadguru krupa ke swaroop omkar ke bijon se enake Akshar Braham,Shabdh braham ya Brahamnaad ya Naad braham ke aadhar per Nath siddhon ki aneki Riddhi Siddhiya tatha yog gyan moksh mukti ka praman ki siddhta siddh ki gayi hai.Ataha Es Granth mai samuchi Nath panth ke sabhi paksh jo Omkar dwara Brahamdarshan, Aatmdarshan,Aatmsakshtakar tatha Naadbrahma anusandhan ki vividh vidhiya prastut ki gayi hai. Jisame Nath Panth ke Guru Shisya parampra ke Brahm sanskar tatha karmyog, Gyanyog, Dhyanyog, Bhaktiyog etc. Yah Omkar upasana saral bhasha mai varnan hai. Tatha sakaratkam apekshaye swarth parayan ke kuch omkarmay tantra mantra vidhi vidhan havnadikarm jo jankalyanprad hai.Tatha omkar dwara swar tattva gyan swar siddhi ka bhi vistrut varnan kiya gaya hai. Jo sadhak Nitya jivan mai such samruddhi hote huve Omkar dwara Dharm Arth Kam Moksha kop rapt kar sakta hai. Jo ki Yantra Tantra Mantra ka gyan pujan havan Aarti Bhajan jap Omkarmay gyan vigyan Bhoutik aadibhoutik dehik daivik etc.sukh dukh ke par jane ko aur aanand prapt karne ko yah granth sugam aur saral hai.

Shri Goraksh Tantram
Shri Goraksh Tantram

Shri Goraksh Tantram

Es Granth ki upasana karne per Nath Siddhhon ko Adrushya shaktiya daivi shakti avm Gupt shaktiya pragat hokar sadhak ke manorath puran karti hai. Es granth mai Shri Omkar Aadinathji ne udaynath parvatiji ko diya huva Guru Gorakshnath Tantra upasana ka vistrut dyan bade hi sajinda dhang se prastut kiya hai, jyoki Nath sampraday ki Guru shishya pranali-Maryada aur sanskar ki akhandta rakhane ka prayas kiya gaya hai. Ye 1 chakri puja jo 5 makara ka Goraksh.

Pages — 184
Price — Rs- 80/-

Shri Nath Siddh Kavacham
Shri Nath Siddh Kavacham

Shri Nath Siddh Kavacham

(Hindi, English Edition)

Es Granth mai Shri Guru Gorakshnathji, Navnath 84 siddhon ki Bhakti, Yog sadhna avm mantra tantra upasana ka bade hi sundar sanskrut, Hindi, English sholkon mai rachana karake sabhi nath yogiyo, sadhu, santo av bhakt jano ko manvanchit fal prapt karane ka saral sulabh upasana ka stotra diya gaya hai. Jisam virakt avm gruhast sabhi jidnysu pravrutti vale upasak sahaj bhav se Shri Nath Upasana kar sakte hai. Es ka path karne per sabhi sankatose suraksha sharirik aantarik aur baharaki bimario se suraksha hoti hai.

Pages — 92
Price Hindi — Rs-45/-
Price English — Rs-150/-

Shri Goraksh Siddh Chalisa
Shri Goraksh Siddh Chalisa

Shri Goraksh Siddh Chalisa

Prate Suchirbhut hokar Ekant puja sthal mai Shri Guru Gorakshnath ji ke (Murti, Tasvir, Shri Nath Sidhh yantra, Charan Paduka Ya Kalash) ki panchopchare pujan karke Dhyanam tatha Shri Goraksh Chalisa ka path kare. Shri Guru Gorakshnathji ki Murti ke sanmukh Aasan ke upper baithkar pratham naman kar Gnesh ji ka naam lekar, bad mai Sadguruji ka smaran kare aur apne Sadguruji ke diye huve Gurumantra ka ya «Om Shiv Goraksh Yogi» es shabari bij mantra ka pratidin 108 bar ya 1 Ghanta jap avashya kare Es vidhi karne per aapko manovanchit fal prapt hoga.

Pages — 44
Price — Rs-10/-

Om Shiv Goraksh Vrat Katha
Om Shiv Goraksh Vrat Katha

Om Shiv Goraksh Vrat Katha

Om Shiv Goraksh Vrat Katha yah Granth 1 Guru Gorakshnathji ke bhakti dwara honewali prachiti-Anubhuti tatha Apekshit Manvanchit karam ki prapti hogi. Es Granth mai Guru Gorakshnathji ke 5 adhyay mau kathaye di hai, jo padhte padhte bhakt bhakti vibhor ho jate hai. Esame kuch niyam diye gaye hai Bhakt gan path karte samay unka palan kare.

Pages — 56
Price — Rs-15/-

Navnath
Navnath

Navnath

(Chariter Darshan & Sakshatkar Vidhi)

Es Granth ka navnath upasak avm bhakjano ke liye 1 amrutmay vardan hoga jyoki atyant saral, sagun, nirgun se bhi pare jisaki jaisi eccha ho vaise hi vardan prapt hoga. Sagun swaroop ki upasana karte huve, jiv brahmakya bhav mai pahunchkar aham brahmasmi pad ki prapti hone tak upasanamai koi sandeh nahi. Esliye pathak gan es Vishay mai adhik jankari le jiasme jiv bhav samapt hokar brahm bhav ki prapti ho. Navnath ke prati Bhakti se nitya path unake charitra aur Mantra upasana dwara Darshan sakshatkar ki vidhiya di hai. Yog dwara, Tantra dwara unaki prapti aur sabhi apeksha ki prapti hogi.

Pages — 64
Price — Rs-65/-

Shri Nath Charit
Shri Nath Charit

Shri Nath Charit

Shabad Mala
Shabad Mala

Shabad Mala

(Hindi)

Shri Nath Samprady Anadi kal se chala aa raha hai. adhikansh math, Mandir, Aashram, Dero mai satsang avm Bhandareke liya varshik tithiya nichit hai un aayojano mai hajaro ki sankhya mai mat ke yogi tatha bhakt gan aktrit hokar satsang ka labh lete hai. Nath sanyasiyon ki apane bhakto anuyayi tatha shisyon ka updesh karne jo vidhi apnayi jati hai hai usame 1 shad gayan ke rup mai bhi hai. Nath samprady mul roop se yog ko sarvopari mantra haitatha (yatha pinde tatha bhrmhande) ki avdharana per aadharit hai.

Pages — 64
Price — Rs-10/-

Goraksh SatvanjliGoraksh Satvanjli

Yah Pustika Shri Nath Siddhon ke Nitya kram, Puja path, Aarti, Prarthana, Nathashtak, stuti, Bhajan etc. Nath parampara Anusar diya hai. Jisame Nath Bhakti yog, Karm yog ka Anubhav hoga.

Pages — 83
Price — Rs-20/-

Добавить комментарий

Ваш адрес email не будет опубликован. Обязательные поля помечены *